Wednesday, November 08, 2006

meine kal khwaab dekhaa


Om... meine kal khwaab dekhaa
Om... ham JHIL ke keenaare theh
Om... raat ke yahee koi 12:30 1 baje honge
Om... Chaandanee raat thee
Om... baDal aur chandramaa ke beech aankh meechaulee ho rahee thee
Om... JHIL ke GHAAT see jaatee hui ek LAMBEE SEE
Om... SaDAK
Om... pure ardh golaakaar mein ghere huyeh
Om... LIGHT ke khambho ke kaaran ..MOTIYON se saje hueyeh haar lag rahe theh
Om... SADAK par kabhee kabhee...GAADI kaa aanaa jaanaa...aesaa lag rahaa thaa
Om... jaesey...ek Moti kaa Danaa..pataa nahiey LuDakataa huaa kidhar jaake geeregaa
Om... Phier dur tak ...sannaataa
Om... aur Andhere mein
Om... Ek taraf ROAD ke us PAAR
Om... SUNDER se Do PAHAAD
Om... Andhere mein ..SIRF DO TEEKONE...AAKRUTIEE lag rahee thee
Om... phier...USAKE beech mein ...
Om... EK five start hotel
Om... renaissance....JO white, Gulaabee aur NEELEE
Om... RAushanee mein Dhulee huyee
Om... EK..Sundar saa ...chamkeelaa Ratna
Om... genekhaai paD rahaa thaa
Om... HAAN...JHIL
Om... KE BEECH mein LAMP POST...
Om... hamase najare baar baar meelaa rahee thee
Om... ...DUR jhil mein ek pathar maarne se
Om... MOTIYON KE haar ...youn chamak rahe the..
Om... JAESE..kisi ne Use chheD diaa ho
Om... phier kyaa ...Mein ek kinaare baethe...bas un mast nazaaron kaa mazaa le rahaa thaa
Om... Kabheee JHIL se aatee SARD havaa ...Sharir mein thandak de rahee thee
Om... Tou kabhee...ROAD ke paar se aatee huie garm havaa...usakoh bujhaa rahee thee
Om... HAR taraf...AESAA nazaaraa thaa..keee
Om... vahaan se uTH kar aane kaa man nahiey kar rahaa thaa
Om... BAETHE rahe...DER raat 1:30 baje tak
Om... JAb tak GHAT kaa Light chaalu rahaa
Om... Kyaa samay thaa kyaa raat thee...

Comments on "meine kal khwaab dekhaa"

 

post a comment